Teri bewafa hone ka subhah tha mujhe,Par behaya bhi hai iss-se hum anjaan the.Teri bholi surat pe kai baar qurbaan hue hum,Shayad dil masoom tha hum nadan the. Unki tasveer ko seene se laga lete hain,Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain.Kisi tarah zikar ho jaye unka,To hanss kar bheegi palkein jhuka lete hain. chhut raha hai mujhse har ek sahara,tut raha hai mujhse har ek asha ka kinara,kismat yahin hai mera dub ta sitara,dekh te hai kab aate hai maut ka ishara...Mohabbat ki ChitaDil tod diya ab chitha bhi jala dena,Kafan na ho to dupatta odha dena,Koi puche rog kya tha toh nazar jukhakar“Mohabbat” bata dena! Hathon ki lakiron main kismat hoti hai,Milna aur bhul jana logo ki fitrat hoti hai,Bikharta to har koi hai dard me,Magar gum bhulana ensaan ki jarurat hoti hai .Teri wafa ne mujhe khud aur sitam karne na diyaJo aaye palkon par moti unhe jharne na diyaMaine samhja hai khud ko sada amanat teri,Isi khayal ne mujhko kabhi marne na diya.gam hai ki tumhe apne pyaar ka ehsaas karaa na saketum rooth na jao yeh soch ke tumhe manaa na saketum gair ke na ho jao kisi mod paris dar se kabhi tumhe apnaa na sake...... Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum,Bas yahi ek wada nibha payenge hum.Mita denge khud ko bhi jahan se lekin,Tera naam dil se na mita payenge hum.Laila kiran
No comments:
Post a Comment